12/10/2026
Bhai sach bata raha hoon, ye dekh kar dil dukhta hai! đź’”
Ek customer ye LED mirror hamare paas leke aaye the... Sirf ghatiya quality fitting ki wajah se mirror gir gaya! Shukar hai kisi ko chot nahi aayi, par socho agar koi bacha ya family member wahan hota toh kitna bada haadsa ho sakta tha? ⚠️
Mera maqsad kisi ko neecha dikhana bilkul nahi hai, bas hath jod kar guzarish hai un sabhi makers aur karigaro se jo aisi fitting karte hain: Bhai thoda sa munafa kam k**a lo, lekin customer ki safety ke sath khilwad mat karo. Solid backing board aur proper safe wiring use karo taaki kisi ka nuksan na ho.
Aap sabhi se request hai ki is reel ko itna share karo ki ye video us bhai tak pahunch jaye jisne ye banaya hai, taaki aage se wo aisi laparwahi na karein aur log bhi jagruk ho sakein! 🙏
Aapki is par kya raye hai? Comment me zaroor batayein. 👇